Sirf Chahne Se Kuch Hota Nahi Haasil,
Sunday, May 31st, 2009Sirf Chahne Se Kuch Hota Nahi Haasil,
Qayamat to Andaaz-e-Bayan Me Hoti Hai
Ishq Me Jab Waar Karti Hai Aankhe,
Tab Talware Bhi Aksar Mayan Me Hoti Hai….!!
mit gaye hai sab zakhm,
bas nishaan baaki reh gaya,
saza puri ho gayi,
karna gunaah baaki reh gaya.
wo aankho me ashq liye bethe hai,
hum bhi unke pyaar pagal hue bethe hai,
hum to jaan dene ko bhi tayyar hai,
magar vo hamari jaan bane bethe hai….
phool jab chune humne chaman se
khusboo sab ne udhaar maange
magar jab kaanto ka dard saha
koi humdard hume na mila